Hum iss qadar tumpe mar
mittege
Tum jahan dekhoge hum hi
tumhe dikhege
Rakhna har pal iss dil mein
hamari yaad
Hamare baad hamare pyar ki
daastaan duniya vaale
likhege …
`
Dil se tera Khayal na jaaye
to main kya karoon??
Tu hi bata tu yaad bahot
aaye to main kya karoo?
Hasrat ye hain ke ek nazar
dekhloon tuzhko…
Magar Qismat wo lamha na
laaye to main Kya karoo???
`
Aashiq hai tere sadiyo se
hum ….
itni mohabbat kisne ki hai
sanam ….
hadd se ziyada chaaha hai
tumko humne ….
maange tu jaan vi toh piche
hatege na kabhi mere
kadam ….!!!!
`
Meri deewangi ki koi hadd
nahin
teri soorat ke siva kuch
yaad nahin
mein hu phool tere gulshan
ka
tere siva mujh pe kisi ka haq
nahin..
`
Teri aashiqui mein har had
se guzar jayege
tu jitna bhulegi utna tujhe
yaad aayege
dekh lena meri maut ke baad
ae jaan-e-mann
tu bulayegi hum kabar
chodke aayege …
`
Aye khat ja unke haathon ko
chum le
Jab voh padhe to unke
hothon ko chum le
Khuda na kare voh phade
bhi dale
To girte girte unke kadmo ko
chumle …
`
Iss ajab daur mein aashiq bhi
ajeeb hote hai
ek din dost dusre din rakeeb
hote hai
iss liye toh mene mohabbat
nahin ki hai
mohabbat mein toh sirf dukh
naseeb hote hai …
`
Jab se dekha hai teri
aankhon mein jhank kar
koi bhi aaina acha nahin
lagta
teri mohabbat mein aise hue
hai deewane
tumhe koi aur dekhe toh
acha nahin lagta …
`
Masti ko muhabbat me fanaaa
koun karega ..??
yeh farz mere sewa adaa
koun karee ga …???
Haathoo ki lakiroun ko zaraa
dekh najomi ……
yeh dekh mere saath wafa
koun karee ga?????
`
Dilon mein aarzu ke diye jalte
rahenge
aakhon se aansu nikalte
rahenge
aap shamaa bankar dil mein
roshani toh karo
hum to mom bankar pighalte
rahenge..
`
Apni nazar me meri nigaah
phir kyon dhoondhte ho..
Apni tanhai me meri kami
kyon mehsoos karte ho..
Apne ahsaason me meri
chhuuan kyon talashtey ho..
Apne lafzon se aksar yeh
faasley kyon taye karte ho..
`
Mohabato mein jeene wale
kush nasib hai.
Mohabato mein marne wale
bhi ajeeb hai.
Azeem hai hamari dastan
JAANEMAN,
Faaslo par rehte hai phir hi
Dil ke qareeb hai.
`
Khwabon mein aate ho TUM
yaadon mein aate ho TUM
jahan mein jau jahan mein
dekhu
mujhe nazar aate ho TUM
`
Aankhon me rahne walo ko
yaad nahi karte,
Dil me rehne walo ki baat
nahi karte,
Hamari to ruh me bus gaye
hain aap,
Tabhi to hum milne ki
fariyaad nahi karte..
`
Kuch nasha teri baat ka hai
Kuch nasha dhimi barsaat ka
hai
Hum to kabse nashe me dub
jaane ko tayyar hai
Intezar to sirf aapki mulakat
ka hai..
`
Kitne pyar unhe karte
hai..aaj hamein maloom hua
Roz intezaar kyun karte
hai..aaj hamein maloom hua
Na chaah kar bhi dil kyun
dukhaay unka
Itna kyun aazmaate hai
unko..aaj hamein maloom
hua..
`
Mulakat maut ki mehman ban
gayi hai
Nazar ki duniya veeran ban
gayi hai
Meri sans bhi ab meri nahi
rahi
Ye zindagi aapki mohabbat
par kurban ho gayi hai
`
teri mohabbat pe sakh kar
ke..
humne aapne aapko kamzor
sabit kya hai …
maf karde hume is kahta pe..
aakhir tere judai hi iska
karan hai …
`
Duriyon ki na parwa kijiye
Dil jabhi pukare bula lijiye
Hum zyada dur nahi aapse
Bus apni aankho ko palko se
mila lijiye!!
`
Sapno se dil lagane ki aadat
nahi rahi,
har waqt muskurane ki aadat
nahi rahi,
ye soch ke ki koi manaane
nahi aayega,
ab hume rooth jaane ki aadat
nahi rahi..
`
kab unki palko se izhar
hoga,
dil ke kisi kone me hamare
liye bhi pyaar hoga,
gujar rahi hai raate unki
yaado me kabhi to unko
hamara intezar hoga,?
`
Aankho me armaan diya
karte hai,
hum sabki neend churaliya
karte hai,
jab jab aap ki palke jhapkegi
to samajh lena hum aapko
yaad kiya karte hai..
`
wo na aaye unki yaad aakar
wafa kar gayi.
unse milne ki tamanna
sukoon tabah kar gayi,
aahat hui socha asar duaa
kar gayi,
darwaja khola to dekha
majak humse hava kar gayi..
`
Tere intezar me palke
bichhaye baithe hai.
wo ayege isiliye ummid
jagaye baithe hai.
na todna kabhi milne ka wada
ki hum ab to apni jaan ki bazi
lagaye baithe hai …
`
bhulana aapko na asaan
hoga.
bhule jo aapko wo naadaan
hoga,
aap baste ho dil me hamare,
aap hame na bhule ye aapka
ehsaan hoga..
Dil ke hi nahi jaan ke bhi karib hai woh,
Har pal saath rehta hai apna nasib hai woh,
khushi ki leher ho ya ho gum ka saaya,
Dil ne har pal aapko sabse pass paaya.


Unko bhi humse waisi hi mohabbat ho zaruri to nahi,
ek si dono ki halat ho zaruri to nahi,
Dil ki chahat to kai khwaab jaga deti hai,
Haan! magar saath mein kismat bhi ho zaruri to nahi,
Meri tanahaiyan karti hai jinhe yaad sada,
Unko bhi humari zarurat ho zaroori to nahi,
Muskuraane se bhi hota hai bayaan Gum-e-dil
Mujhe rone ki bhi adat ho zaruri to nahi.