Umar Bhar Seene Se Laga Kar Pala Hai Maa Ne,
Galat Baato Pe Thoda Thoda Mara Hai
Maa Ne,
Abhi Tak Wo Bachpane Ki Yaade Hai
Baaki,
Aur Wo Bachpane Ki Baate Hai Baki,
Ke Jab Mai Ne Bola Tha Maa Pehli Baar,
Maa Ki Aankhon Me Bhara Tha Kitna
Pyar,
Paida Huwa Tha To Kuch Nahi Tha Mai,
Maa Ki Wajha Se Aaj Hu Kya Kya Mai
Lalach To Kuch Nahi Meri Maa Ko Magar,
Acha Ho Jo Dedu Dil Tohfe Me Agar Maa Ko Chorte Hai Aise Kuch Log Hote Hai,
Phir Auro Ke Liyay Wo Hamesha Soog
Hote Hai Kuch Logo Ke Liye Maa Ko Chodte Nahi
Chahe Kuch Bhi Ho Jaye Mu Morte Nahi
Maa Se Hamesha Hame Sukh Milte Hai
Phir Bhi Us Ko Hamse Dukh Milte Hai Kash Qurbaan Karu Mai Sab Us Ki Sada Pe
Aur Wo Mujhe Pyar Kare Meri Issi Ada Pe
Maa Se Mujhe Meri Koi Juda Na Kare
Karu Pyar Kisi Aur Se Khuda Na Karay EVERY DAY IS MOTHER DAY