Love isn't a decision, it's a feeling.
If we could decide who to love,
then, life would be much simpler,
but then less magical.
Kabhi Ajnabee Se Milay The,
Fir Yhonhi Miltay Chale Gaye,
Hun To Aapko Dost Bananewale The
Magar
Aap To Hamare Dil Ki Dhadkan
Banthe Chale Gaye.
Happy Valentine's Day….
Jab samne hote ho tum ..
Na jane kyo hosh kho baith the hai
hum..
Milti hai nazar jab jab tumse..
Sab kuc bhul jate hai hum..
Hoti hai tu itne kareeb..
Phir bhi dil ki baat kehne se ruk
jate hum…
दाटून आलेल्या संध्याकाळी,
अवचित ऊन पडतं.....
तसंच काहीसं पाऊल न वाजवता,
आपल्या आयुष्यात प्रेम येतं !
Happy Valentine's Day!
पाहशील जिथे जिथे नजर उचलून...
मीच असेल उभा ओठांवर स्मित
घेऊन :)
आलेत कधी जर तुझ्या डोळ्यात दुखांचे
अश्रू....
तुला सुखाचे आनंदाश्रू तिथे तिथे
देऊन.......!!!
Happy Valentine's Day!
डोळ्यातल्या स्वप्नाला...
कधी प्रत्यक्षातही आण !
किती प्रेम करतो तुझ्यावर,
हे न सांगताही जाण !!! :-)
Happy Valentine's Day!!!

Love Shayari in Hindi Marathi, Best Dosti Shayari, Bewafa Sad Shayari, Friendship Shayari in Hindi Marathi, Bewafa Dosti Shayari, Romantic Shayari for Her, Dosti Shayari in Hindi Marathi Bewafa Shayari SMS, Romance Shayari, Funny Shayari, Birthday Shayari, Bewafa Love Shayari, Dosti Shayari SMS, Birthday Shayari for Girlfriend, Happy Birthday Shayari, Birthday Shayari in Hindi Sher O Shayari Post for share On Facebook Whatsapp or other Social networks
Showing posts with label Romantic Poem. Show all posts
Showing posts with label Romantic Poem. Show all posts
Wo Aisi Ho...
Na Wo Pari Ho Na Pari Jaisi Ho,
Muze Talash Hai Uski Jo Mere Jaisi Ho,
Mere Khaluoso Ko Pehchane Kafi Hai,
Wo Koi Bhi Ho, Kahi Bhi Ho, Kaisi Bhi Ho,
Jo Khwab Dene Bechain Ho Meri Aankho Ko,
Meri Mohabbat Ko Pehchan Sakey Wo
Aisi Ho,
Meri Khatir Marne Ka Hausla Bhi Rakhti Ho,
Agar Kabhi Ruth Jau Mai Us Se To
Muskura Ke Manaye Wo Aisi Ho,
Jo Baat Kare To Wo Nibha Bhi Sake
Iraado Me Wo Apne Chahato Jaisi Ho,
Gamm Me Hansane Ka Hunar Janti Ho
Ek Aisi Humsafer Jo Samander Se Bhi Gehri Ho...
Tu Na Jane Ki Kaun Hai Tu
Phulo Ke Gulistaan Ka Sartaaj Hai Tu,
Honge Gulshan Me Gul Hazaar
In Gulo Ka Gulaab Hai Tu,
Tu Na Jane Ki Kaun Hai Tu,
Sangeet Jaisi Aawaz Ka Sur-taal Hai Tu,
Hoti Hai Jab Amaawas Ki Raat To,
Ugte Huye Suraj Ka Ehsaas Hai Tu,
Tu Na Jane Kaun Hai Tu,
Udasi Bhare Chehro Ki Mushkan Hai Tu,
Hote Hai Jab Gamm Ke Badal Aasman Me
Un Baadlo Ke Beech Se Nikalta Hua Chand Hai Tu,
Tu Na Jaane Ki Kaun Hai Tu,
Oss Ki Bundo Jaisi Taazgi Ka Ehsaas Hai Tu,
Aati Hai Jab Mere Hoto Pe Udasi Ki Aahat,
Hasta Hu Fir Bhi Us Hasi Ka Raaz Hai Tu,
Tu Na Jaane Ki Kaun Hai Tu,
Dhadkate Dilo Ki Bechaini Ka Naam Hai Tu,
Tanhai Me Jab Band Hoti Hai Palke Meri,
Behte Huye Ashko Ka Sailaab Hai Tu,
Tu Na Jaane Ki Kaun Hai Tu,
Mahekti Hui Garm Saanso Ka Gumaan Hai Tu,
Tadapta Raha Pane Ki Chahat Me Jisko Umar Bhar,
Wo Reshmi Khwaabo Ka Gunahgaar Hai Tu,
Tu Na Jaane Ki Kaun Hai Tu,
Dil Ko Jo Sukoon De Wo Aawaj Hai Tu,
Yun To Suna Hai Sangeet Bahut Maine,
Sargam Se Bhi Khanakati Koyal Ki Aawaz Hai Tu,
Tu Na Jane Ki Kaun Hai Tu,
Mai Na Jaanu Ki Kaun Hai Tu,
Mai Tuzme Tu Muzme Samaaye Is Tarah,
Ke Mai Jism Tu Jaan Par Itna Bhi Na Jane Tu,
Tu Na Jaane Ki Kaun Hai Tu,
Chandani Raat Ke Jazbaat Hai Tu,
Hai Dhero Rang Is Jahaan Me Magar,
Hatho Me Lagi Mehndi Ka Rang Hai Tu
Tu Jane Ki Kaun Hai Tu,
Khwabo Me Jo Aaye Wo Tajmahal Hai Tu,
Likhe To Reit Pe lLkho Haseen Naam
Maine,
Mera Dil Jo Dhadkaye Wahi Naam Hai Tu,
Tu Na Jaane Ki Kaun Hai Tu,
Savere Ki Pehli Kiran Ka Naam Hai Tu,
Chah-Chahati Hai Jab Chidiya Ujale Me,
Us Madhur Aawaz Ka Ehsaas Hai Tu
Tu Na Jaane Ki Kaun Hai Tu...
Premachi Chahul प्रेमाची चाहुल
Tuzya Premachi Chahul Lagtach
Zade Veli Halu Lagtat
Aani Mazya Manamadhye
Shabd-Shabd Julu Lagtat
Premasathi Jagtat Sagle
Premasathi Martat Sagle
Pan Ek Diwas Gelynantar
Dusrila Shodhtat Sagle
Tuzya Mohak Hasyamadhye
Maaze Mee Pan Harvun Baslo
Mala Na Mahit Kadhi Na Kalale
Kasa, Kuthe An Kevha Faslo
Punha Ekda Aalis Sakhye Tu
Valvyachya Saripari
Majala Purta Bhijvun Gelis
Themb Asuni Mam Adhari...
तुझ्या प्रेमाची चाहुल लागताच
झाडे वेली हलू लागतात
आणि माझ्या मनामध्ये
शब्द-शब्द जुळू लगतात
प्रेमासाठी जगतात सगळे
प्रेमासाठी मरतात सगळे
पण एक दिवस ग़ेल्यानंतर
दुसरीला शोधतात सगळे
तुझ्या मोहक हास्यामध्ये
माझे मी पन हरवुन बसलो
मला न माहित कधी न कळले
कसा, कुठे अन केव्हा फ़सलो
पुन्हा एकदा आलीस सख्ये तू
वळव्याच्या सरीपरी
मजला पुरता भिजवून गेलिस
थेंब असुनी मम अधरी...
Mai Ne Ek Sapna DekHa Hai
Mai Ne Ek Sapna DekHa Hai Kisi Ko Apna DekHa Hai,
YaAdo Me Uss Ki Khoya Hu Bada Gafil Ho Ke Soya Hu,
HAr Pal Bas Mujhse Kehta Hai Is Dil Me Koi Rehta Hai
Jis Roz Usko Kho’unga Uss Roz Kasam Se Ro’unga,
Yaad To Tab Bhi Aayegi Aankho Ko Namm Kar Jayegi,
Par Rone Se Kya Hota Hai Kuch Kehne Se Kya Hota Hai
Jo Likha Hai Apni Qismat Me
Har Surat Wahi To Hota Hai...
YaAdo Me Uss Ki Khoya Hu Bada Gafil Ho Ke Soya Hu,
HAr Pal Bas Mujhse Kehta Hai Is Dil Me Koi Rehta Hai
Jis Roz Usko Kho’unga Uss Roz Kasam Se Ro’unga,
Yaad To Tab Bhi Aayegi Aankho Ko Namm Kar Jayegi,
Par Rone Se Kya Hota Hai Kuch Kehne Se Kya Hota Hai
Jo Likha Hai Apni Qismat Me
Har Surat Wahi To Hota Hai...
Aaj Kuch Waqt Ke Liye
Paas Mere Kaash Tum Aajao,
Bahot Tanha Hu Main Aaj,
Kash Tum Aajao,
Kabhi Khud Ko Itna Kamzor Na Hone Diya Maine,
Par Aaj Bikhar Gayia Hu Main,
Kash Tum Aajao,
Tum Se Milte Hi Milta Hai
Hausla Har Pal Mujhe,
Chahiye Aaj Baahon Ka Sahara,
Kash Tum
Aajao,
Barson Se Jee Raha Hu Bin Tere Aye
Jaan-E-Wafa,
Aaj Nahin Guzar Raha Ek Pal,
Kash Tum Aajao,
Waqt Ki Raftaar Bhi Jaise Tham Si Gayi Hai,
Tham Na Jaye Meri
Saanse,
Kash Tum Aajao.
Paas Mere Kaash Tum Aajao,
Bahot Tanha Hu Main Aaj,
Kash Tum Aajao,
Kabhi Khud Ko Itna Kamzor Na Hone Diya Maine,
Par Aaj Bikhar Gayia Hu Main,
Kash Tum Aajao,
Tum Se Milte Hi Milta Hai
Hausla Har Pal Mujhe,
Chahiye Aaj Baahon Ka Sahara,
Kash Tum
Aajao,
Barson Se Jee Raha Hu Bin Tere Aye
Jaan-E-Wafa,
Aaj Nahin Guzar Raha Ek Pal,
Kash Tum Aajao,
Waqt Ki Raftaar Bhi Jaise Tham Si Gayi Hai,
Tham Na Jaye Meri
Saanse,
Kash Tum Aajao.
Subscribe to:
Posts (Atom)