jab koi ehmiyat na rahi mere jeene ki…
jab kisiko afsos na rha mere marne ka…
fir kyu unke bagair maine jeena nhi chaha…..
to fir kyu unke jeene ke liye maine marna chaha

© amir4friend
Najane kab kisi se kisi mod pe takrar ho jaye….
fir milege kabhi teri nazro se nazar ka iqrar ho jaye…
wo pal aane k liye jab”honey” dil beqrar ho jaye….
najane kab kisi se kisi mod pe pyar ho jaye..