Dil ki dharkano ko ek lamha sabar nahi, shayad ki usko ab bhi meri kadar nahi, jab safar na tha hamsafar thi vo, ab safar hai to vo hamsafer nahi...
दिल की धडकनों को एक लम्हा सबर
नहीं, शायद कि उसको अब भी मेरी कदर नहीं, जब सफ़र न था हमसफ़र थी वो , अब सफ़र है तो वो हमसफ़र नहीं...
Udas tujhe dekhne se pehle Ye ankhe naa rahen, Khafa ho tu mujhse to Yah sansen naa rahen. Agar gam hi doon tujhe To teri Zindagi main Hum kya hamari Yaden bhi naa rahen...
उदास तुझे देखने से पहले ये आंखे ना रहें, खफा हो तू मुझसे तो यह सांसें ना रहें. अगर गम ही दूं तुझे तो तेरी ज़िन्दगी में हम क्या हमारी यादें भी ना रहें...
Roti huyi aankho se use muskaan kaise
doon anjaan hoon khud main use pehchan
kaise doon sirf wohi to hai jaan meri koi to bataye use apni jaan kaise du...
रोती हुयी आँखों से उसे मुस्कान कैसे दूं अनजान हूँ खुद मैं उसे पहचान कैसे दूं सिर्फ वोही तो है जान मेरी कोई तो बताये उसे अपनी जान कैसे दूं...
Mere dil ki sarhad ko paar na karana Najuk hai dil mera waar na karana, Khud se badhkar bharosa hai mujhe tum
par, Is bharose ko tum bekaar na karana
मेरे दिल कि सरहद को पार न करना नाजुक है दिल मेरा वार न करना, खुद से बढ़कर भरोसा है मुझे तुम पर, इस भरोसे को तुम बेकार न करना...
Love Shayari in Hindi Marathi, Best Dosti Shayari, Bewafa Sad Shayari, Friendship Shayari in Hindi Marathi, Bewafa Dosti Shayari, Romantic Shayari for Her, Dosti Shayari in Hindi Marathi Bewafa Shayari SMS, Romance Shayari, Funny Shayari, Birthday Shayari, Bewafa Love Shayari, Dosti Shayari SMS, Birthday Shayari for Girlfriend, Happy Birthday Shayari, Birthday Shayari in Hindi Sher O Shayari Post for share On Facebook Whatsapp or other Social networks
Dil Ki Dunia Me Mai Sabse Garib Hu,
Khwabon Ki Dunia Me Mai Hi
Badnasib Hu,
Aapke Paas Humare Liye Waqt Nahi,
Aur Log Samazte Hai Ki Mai Aapke
Sabse Karib Hu...
Koshish karo ki koi aapse na ruthe,
Zindagi me aapka sath na chute,
Rishta koi bhi ho,
Use aise nibhao ki,
Us Rishte ki Dor Zindagi bhar na tute...
Hum Tumhe Pa Kar Khona Nahi Chahte,
Judai Me Aapki Rona Nahi Chahte,
Tum Hamare Hi Bunke Rehna Aye Dost
Hum Bi Kisi Aur Ke Hona Nahi Chahte...
Khwabon Ki Dunia Me Mai Hi
Badnasib Hu,
Aapke Paas Humare Liye Waqt Nahi,
Aur Log Samazte Hai Ki Mai Aapke
Sabse Karib Hu...
Koshish karo ki koi aapse na ruthe,
Zindagi me aapka sath na chute,
Rishta koi bhi ho,
Use aise nibhao ki,
Us Rishte ki Dor Zindagi bhar na tute...
Hum Tumhe Pa Kar Khona Nahi Chahte,
Judai Me Aapki Rona Nahi Chahte,
Tum Hamare Hi Bunke Rehna Aye Dost
Hum Bi Kisi Aur Ke Hona Nahi Chahte...
Subscribe to:
Posts (Atom)