Love Shayari in Hindi Marathi, Best Dosti Shayari, Bewafa Sad Shayari, Friendship Shayari in Hindi Marathi, Bewafa Dosti Shayari, Romantic Shayari for Her, Dosti Shayari in Hindi Marathi Bewafa Shayari SMS, Romance Shayari, Funny Shayari, Birthday Shayari, Bewafa Love Shayari, Dosti Shayari SMS, Birthday Shayari for Girlfriend, Happy Birthday Shayari, Birthday Shayari in Hindi Sher O Shayari Post for share On Facebook Whatsapp or other Social networks
Santa Banta Jokes
Santa Ped Ke Upar Ulta Latka Hua Tha
Banta-Tu Ped Par Kyo Latka Hai?
Santa-Sar Dard Ki Goli Khayi Thi Kahi Pet Me Na Chali Jaye.
Santa Ghum Raha Tha
Gadi Mese Banta Ne Pucha
Bhai Ye Road Kaha Jata Hai?
Santa-Kahi Nahi
Din Raat Yahi Pada Rehta Hai...
Santa was cooking murgi,
wen he added hara dhaniya
guess wat happend
The murgi starts dancing & singing
"HUM PAR YE KISNE HARA RANG DALA"
Santa: Dr. Sahab, Plastic Surgery Me Kitna Kharcha aayega?
Dr.50 Hazar
Santa: Agar Plastic Me Lakar Du To?Dr. Sale Pigla Kar Chipka Bhi Lena
Time Pass
Train Mein Do Aadmi Safar Kar Rahe The
1st : Kahan Se Aa Rahe Ho?
2nd : Chandigarh Se
1st : Wahan Se Toh Mai Bhi Aa Raha Hu,
Chandigarh Me Kahan
Se Aa Rahe Ho?
2nd : Sector 41 Se
1st : Wahan Se Toh Mai Bhi Aa Raha Hu Ye Batao
Sector 41 Me
Kahan Se Aa Rahe Ho?
2nd : Sector 41-A Se
1st : Wahan Se To Mai Bhi Aa Raha Hu Ye Batao Sector 41-A Se
Kis Ke Ghar Se Aa Rahe Ho?
2nd : Gautam Sahab Ke Ghar Se
1st: Wahan Se Toh Mai Bhi Aa Raha Hu Achcha Ye
Batao Kahan Ja
Rahe Ho?
Aas Paas Ke Musafiron Ne Tang Aa Ke Kaha
Aakhir Tum Dono Ho
Kaun..??
Dono Aadmi : Hum Dono Bhai Hai, Bas Time-Pass Kar Rahe Hai....
1st : Kahan Se Aa Rahe Ho?
2nd : Chandigarh Se
1st : Wahan Se Toh Mai Bhi Aa Raha Hu,
Chandigarh Me Kahan
Se Aa Rahe Ho?
2nd : Sector 41 Se
1st : Wahan Se Toh Mai Bhi Aa Raha Hu Ye Batao
Sector 41 Me
Kahan Se Aa Rahe Ho?
2nd : Sector 41-A Se
1st : Wahan Se To Mai Bhi Aa Raha Hu Ye Batao Sector 41-A Se
Kis Ke Ghar Se Aa Rahe Ho?
2nd : Gautam Sahab Ke Ghar Se
1st: Wahan Se Toh Mai Bhi Aa Raha Hu Achcha Ye
Batao Kahan Ja
Rahe Ho?
Aas Paas Ke Musafiron Ne Tang Aa Ke Kaha
Aakhir Tum Dono Ho
Kaun..??
Dono Aadmi : Hum Dono Bhai Hai, Bas Time-Pass Kar Rahe Hai....
Subscribe to:
Posts (Atom)

