Ten Great Tips For New Year
1. Stay out of Trouble.
2. Aim for Greater
Heights.
3. Stay Focused on your
Job.
4. Exercise to Maintain
Good Health.
5. Practice Team Work.
6. Rely on your Trusted
Partner to Watch your
Back. Take your Time
Trusting Others.
7. Save for Rainy Days.
8. Rest and Relax.
9. Always Take Time to
Smile.
AND
10. Realize That Nothing
is Impossible.
Love Shayari in Hindi Marathi, Best Dosti Shayari, Bewafa Sad Shayari, Friendship Shayari in Hindi Marathi, Bewafa Dosti Shayari, Romantic Shayari for Her, Dosti Shayari in Hindi Marathi Bewafa Shayari SMS, Romance Shayari, Funny Shayari, Birthday Shayari, Bewafa Love Shayari, Dosti Shayari SMS, Birthday Shayari for Girlfriend, Happy Birthday Shayari, Birthday Shayari in Hindi Sher O Shayari Post for share On Facebook Whatsapp or other Social networks
Main Khwabon Ki Duniya Se Aaya
Ek Insan Hu,
Main Rehta Hu Is Dharti Pe,
Par Khwab Aasmaan Ke Hi Dekhta Hu,
Main Khush Hota Hu Tab,
Jab Sab Khush Hote Hai,
Main Rota Hu Tab,
Jab Kisi Ke Aankh Me Aansu Hote Hai,
Main Sabke Chehre Par Muskurahat Lana Chahta Hu,
Khud Ko Bhulakar Main,
Sabke Sath Muskurana Chahta hu,
Har Dard Har Gamm Ko,
Main Mita Dena Chahta Hu,
Har Kisi Ki Zindagi Me Main,
Sukh Ka Sagar Lana Chahta Hu,
Shayad Hu Main Is
Duniya Se Anjaan,
Par Phir Bhi
Kahin-Na-Kahin Hu Main Apno Ki Jaan...
Ek Insan Hu,
Main Rehta Hu Is Dharti Pe,
Par Khwab Aasmaan Ke Hi Dekhta Hu,
Main Khush Hota Hu Tab,
Jab Sab Khush Hote Hai,
Main Rota Hu Tab,
Jab Kisi Ke Aankh Me Aansu Hote Hai,
Main Sabke Chehre Par Muskurahat Lana Chahta Hu,
Khud Ko Bhulakar Main,
Sabke Sath Muskurana Chahta hu,
Har Dard Har Gamm Ko,
Main Mita Dena Chahta Hu,
Har Kisi Ki Zindagi Me Main,
Sukh Ka Sagar Lana Chahta Hu,
Shayad Hu Main Is
Duniya Se Anjaan,
Par Phir Bhi
Kahin-Na-Kahin Hu Main Apno Ki Jaan...
Jindagi ki asli udaan abhi
baaki hai,
Jindagi ke kai imtehan
abhi baaki hai,
Abhi to naapi hai mutthi
bhar zamin humne
Abhi to sara aasman
baaki hai…
Apne saye se bhi
ashkon ko chupa kar rona,
Jab bhi rona to chiragon ko bujha kar rona,
Jahan chot khana
wahan muskurana,
Magar is adaa se ke roye
sara zamana…
Mushkile dilo ke iraade azmayegi,
Khwaabo ke parde
nigaaho se hatayegi,
Girkar tujhe hai
sambhalna,
Yeh thokaren hi tujhe
chalna sikhayegi…
baaki hai,
Jindagi ke kai imtehan
abhi baaki hai,
Abhi to naapi hai mutthi
bhar zamin humne
Abhi to sara aasman
baaki hai…
Apne saye se bhi
ashkon ko chupa kar rona,
Jab bhi rona to chiragon ko bujha kar rona,
Jahan chot khana
wahan muskurana,
Magar is adaa se ke roye
sara zamana…
Mushkile dilo ke iraade azmayegi,
Khwaabo ke parde
nigaaho se hatayegi,
Girkar tujhe hai
sambhalna,
Yeh thokaren hi tujhe
chalna sikhayegi…
How Fantastic We Humans Are
How Fantastic We Humans Are-
if We Hate Someone We Tell it Everyone Without Any Fear,
But if We Love Some1 We Fear Even to Tell d Loved One
if We Hate Someone We Tell it Everyone Without Any Fear,
But if We Love Some1 We Fear Even to Tell d Loved One
Aankho me arman diya
karate hai,
Hum sabki Neend Chura liya
karate hai,
Ab jab jab aapki palke
Zukengi,
Samaj lena hum aapko yaad
kiya karate hai...
Kaash wo nagme hume
sunaye na hote,
aaj unko sunkar ye aansu
na aaye hote,
agar is tarah bhul jaana hi
tha,
to itni gehrai se dil me
samaaye na hote...
Iss dil ko kisi ki aahat ki aas
rehti hai,
Nigah ko kisi surat ki
pyas rehti hai,
Tere bina zindagi me kami
to nahi,
Phir bhi tere bina zindagi
udaas si rehti hai...
Unki tasveer ko seene se
laga lete hai,
Iss tarah judai ka gamm mita
lete hain,
Kisi tarah zikar ho jaye
unka,
To hanss kar bheegi palke
jhuka lete hai...
Jalan suraj se hoti hai,
Jalana Zameen ko padhta
hai,
Mohabbat Aankho se hoti hai,
Tadpana dil ko padta hai...
Tanhai jab muqaddar mein
likhi hai,
To kya shikayat apno aur
begano se,
Hum mit gaye jin ki chahat
me,
Woh baaz nahin aate
hume aazmaney se...
Lamha Lamha ye waqt gujar
jayega
Bas khuch hi ghanto baad
naya saal ajayega
Isliye Abhi se naye saal ki
badhai lelo
Warna Bazi koi aur maar
jayega...
Mohabbat me maine kya
khuch nahi luta diya,
Mohabbat me maine kya
khuch nahi luta diya,
Unko pasand thi roshni,
Aur maine khud ko hi jala
diya...
Hathon ki lakiron me kismat
hoti hai,
Milna aur bhul jana logo ki
fitrat hoti hai,
Bikharta to har koi hai dard
me,
Magar gam bhulana Insaan
ki jarurat hoti hai...
karate hai,
Hum sabki Neend Chura liya
karate hai,
Ab jab jab aapki palke
Zukengi,
Samaj lena hum aapko yaad
kiya karate hai...
Kaash wo nagme hume
sunaye na hote,
aaj unko sunkar ye aansu
na aaye hote,
agar is tarah bhul jaana hi
tha,
to itni gehrai se dil me
samaaye na hote...
Iss dil ko kisi ki aahat ki aas
rehti hai,
Nigah ko kisi surat ki
pyas rehti hai,
Tere bina zindagi me kami
to nahi,
Phir bhi tere bina zindagi
udaas si rehti hai...
Unki tasveer ko seene se
laga lete hai,
Iss tarah judai ka gamm mita
lete hain,
Kisi tarah zikar ho jaye
unka,
To hanss kar bheegi palke
jhuka lete hai...
Jalan suraj se hoti hai,
Jalana Zameen ko padhta
hai,
Mohabbat Aankho se hoti hai,
Tadpana dil ko padta hai...
Tanhai jab muqaddar mein
likhi hai,
To kya shikayat apno aur
begano se,
Hum mit gaye jin ki chahat
me,
Woh baaz nahin aate
hume aazmaney se...
Lamha Lamha ye waqt gujar
jayega
Bas khuch hi ghanto baad
naya saal ajayega
Isliye Abhi se naye saal ki
badhai lelo
Warna Bazi koi aur maar
jayega...
Mohabbat me maine kya
khuch nahi luta diya,
Mohabbat me maine kya
khuch nahi luta diya,
Unko pasand thi roshni,
Aur maine khud ko hi jala
diya...
Hathon ki lakiron me kismat
hoti hai,
Milna aur bhul jana logo ki
fitrat hoti hai,
Bikharta to har koi hai dard
me,
Magar gam bhulana Insaan
ki jarurat hoti hai...
Muskurati Rahe Ye Zindgi
Tumhari,
Ye Dua Hai Har Pal
Khuda Se Humari,
Phulo Se
Sazi Ho Har Raah Tumhari,
Jis Se Mehke Har Subah Aur
Shaam Tumhari...
Labon Pe Bulbul Ke Taraane
Aa Jaaye,
Bahaaron Ka Fir
Wo Zamaana Aa Jaaye,
Badi Aarzu Hai Seene Me,
Ek Pal Ke Liye Meri Deewani Aa
Jaaye…
Kissi Ki Aankhon Me Puri
Duniya Nazar Aaye,
Aur Puri
Duniya Me Bass Ek Wohi
Nazar Aaye,
To Samajh Lena
Mohabbatt Ho Gayee Hai,
Woh
Mohabbatt Jo Ibadat Ban
Gayi Hai…
Jazbaat Behkate Hain Jab
Tumse Milta Hu,
Armaan
Machalte Hai Jab Tumse Milta
Hu,
Saath Hum Dono Ka Koi
Bardasht Nahi Karta,
Sab
Humse Jalte Hai Jab Tumse
Milta Hu...
Na Jane Wo Kab Haseen Raat
Hogi,
Jab Unki Nigahen Humari
Nigahon Ke Saath
Hongi,
Baithe Hai Hum Us
Raat Ke Intezar Me,
Jab
Unke Hontho Ki Surkhiya
Humare Honthon Ke Saath
Hongi...
Log To Ishq Me Qurban Ho
Jate Hai,
Aye Dost Hum To Sirf
Pagal Hue Baithe Hai,
Dekha Hai Kya Tumne Wo Taj-E-
Mahal,
Jise Log Yaaden
Mumtaz Bhi Kehte Hai...
Pyaar To Pyaar Hai,
Pyaar
Ko Hum Pyaar Kare,
Dil To
Dil Hai, Jisko Hum Bekarar
Kare,
Mohabbat To Faqt Ek
Arzoo Hai Tumhe Pane Ki,Aap
To Aap Hai Jis Par Jaan
Nisar Hum Kare...
Chahat Teri Pehchan Hai
Meri,
Mahobbat Teri Shaan
Hai Meri,
Hoke Juda Tujse
Kya Reh Paunga,
Tu To
Aakhir Jaan Hai Meri…
Teri Palkon Me Kabhi Na
Aansu Aye,
Yahi Duwa Hai Rab
Se Meri,
Tere Chahre Se
Kabhi Muskan Na Jaye,
Yahi Duwa Hai Rab Se Meri,
Teri Zindagi Me Aye Hum,
Yahi
Duwa Hai Rab Se Meri…
Tumhari,
Ye Dua Hai Har Pal
Khuda Se Humari,
Phulo Se
Sazi Ho Har Raah Tumhari,
Jis Se Mehke Har Subah Aur
Shaam Tumhari...
Labon Pe Bulbul Ke Taraane
Aa Jaaye,
Bahaaron Ka Fir
Wo Zamaana Aa Jaaye,
Badi Aarzu Hai Seene Me,
Ek Pal Ke Liye Meri Deewani Aa
Jaaye…
Kissi Ki Aankhon Me Puri
Duniya Nazar Aaye,
Aur Puri
Duniya Me Bass Ek Wohi
Nazar Aaye,
To Samajh Lena
Mohabbatt Ho Gayee Hai,
Woh
Mohabbatt Jo Ibadat Ban
Gayi Hai…
Jazbaat Behkate Hain Jab
Tumse Milta Hu,
Armaan
Machalte Hai Jab Tumse Milta
Hu,
Saath Hum Dono Ka Koi
Bardasht Nahi Karta,
Sab
Humse Jalte Hai Jab Tumse
Milta Hu...
Na Jane Wo Kab Haseen Raat
Hogi,
Jab Unki Nigahen Humari
Nigahon Ke Saath
Hongi,
Baithe Hai Hum Us
Raat Ke Intezar Me,
Jab
Unke Hontho Ki Surkhiya
Humare Honthon Ke Saath
Hongi...
Log To Ishq Me Qurban Ho
Jate Hai,
Aye Dost Hum To Sirf
Pagal Hue Baithe Hai,
Dekha Hai Kya Tumne Wo Taj-E-
Mahal,
Jise Log Yaaden
Mumtaz Bhi Kehte Hai...
Pyaar To Pyaar Hai,
Pyaar
Ko Hum Pyaar Kare,
Dil To
Dil Hai, Jisko Hum Bekarar
Kare,
Mohabbat To Faqt Ek
Arzoo Hai Tumhe Pane Ki,Aap
To Aap Hai Jis Par Jaan
Nisar Hum Kare...
Chahat Teri Pehchan Hai
Meri,
Mahobbat Teri Shaan
Hai Meri,
Hoke Juda Tujse
Kya Reh Paunga,
Tu To
Aakhir Jaan Hai Meri…
Teri Palkon Me Kabhi Na
Aansu Aye,
Yahi Duwa Hai Rab
Se Meri,
Tere Chahre Se
Kabhi Muskan Na Jaye,
Yahi Duwa Hai Rab Se Meri,
Teri Zindagi Me Aye Hum,
Yahi
Duwa Hai Rab Se Meri…
Tammanao se bhari ho zindagi,
Khwahishon se bhari ho har pal, Daaman bhi chota lagne lage,
Itani khushian de Aapko Aanewala har pal
Dosti har chehare ki Muskan hoti hai,
Dosti hi sukh-dukh ki Pehchan hoti hai,
Ruth bhi Gaye Hum to Dil pe Mat lena,
Kyoki Dosti zara si Nadaan Hoti Hai.
Adhura hai Aasma Sitaro ke bina,
Adhura hai Samandar kinaro ke bina,
Adhuri hai Fiza Baharo ke Bina,
Aur Adhuri hai ye Zindgi Aap jaise dosto ke Bina
Khwahishon se bhari ho har pal, Daaman bhi chota lagne lage,
Itani khushian de Aapko Aanewala har pal
Dosti har chehare ki Muskan hoti hai,
Dosti hi sukh-dukh ki Pehchan hoti hai,
Ruth bhi Gaye Hum to Dil pe Mat lena,
Kyoki Dosti zara si Nadaan Hoti Hai.
Adhura hai Aasma Sitaro ke bina,
Adhura hai Samandar kinaro ke bina,
Adhuri hai Fiza Baharo ke Bina,
Aur Adhuri hai ye Zindgi Aap jaise dosto ke Bina
Manzile Bahut hai,
Afsane bahut hai,
Raah-E-Zindgi me Imtihan Aane Bahut hai,
Na karo Gila uska Jo Mila nahi
Is Zindagi me khush Rehne ke Bahane Bahut hai.
Dhire Dhire Umar kat Jati Hai,
Zindagi Yadon Ki Kitab Ban Jati Hai,
Kabhi Kisi Ki Yaad Bahut Tadpati Hai,
Aur Kabhi Yaadon Ke Sahare Zindagi Kat Jati Hai.
Mere Dil Ki Kahani Ye Bayan Karti Hai,
Mohabbat Ashiqo ko sirf badnaam karti Hai,
Is badnami ke Bawjood jo Mohabbat Karte hai,
Unhe Marne ke Bad Duniya Salam karti hai.
Afsane bahut hai,
Raah-E-Zindgi me Imtihan Aane Bahut hai,
Na karo Gila uska Jo Mila nahi
Is Zindagi me khush Rehne ke Bahane Bahut hai.
Dhire Dhire Umar kat Jati Hai,
Zindagi Yadon Ki Kitab Ban Jati Hai,
Kabhi Kisi Ki Yaad Bahut Tadpati Hai,
Aur Kabhi Yaadon Ke Sahare Zindagi Kat Jati Hai.
Mere Dil Ki Kahani Ye Bayan Karti Hai,
Mohabbat Ashiqo ko sirf badnaam karti Hai,
Is badnami ke Bawjood jo Mohabbat Karte hai,
Unhe Marne ke Bad Duniya Salam karti hai.
Subscribe to:
Posts (Atom)